Koi To Hai Jo Nizam-e-Hastee: Hamd performed by Nusrat Fateh Ali Khan
Koi To Hai Jo Nizam-e-Hastee Chalaa Raha Hai, Wohee Khuda Hai is an evergreen Naat written by Muzaffar Warsi, famous for various Hamd and Naat Kalam Poems. It’s is a deep and philosophical in message as it says:
Talaash uss ko, na kar buttoun mein
Woh hai badalti hui rutton mein
تلاش اُس کو نہ کر بتوں میں وہ ہے بدلتی ہوئی رُتوں میں
جو دن کو رات اور رات کو دن بنا رہا ہے ، وہی خدا ہے
Do not search him in idols!
He is there in the seasons ever changing
Download in voice of Wohi Khuda Hai – Nusrat Fateh Ali Khan below, which proves the diversity of his vocals not as as Qawwal but as Hamd and Naat Khawan also. Full Urdu Lyrics of Kalam are
Koi To Hai Jo, Nizaam-E-Hasti Chala Raha Hai, Wohi Khuda Hai
Dikhaayi Bhi Jo Na De, Nazar Bhi Jo Aa Raha Hai, Wohi Khuda Hai
Wohi Hai Mashriq, Wohi Hai Maghrib, Safar Karein Sab Ussi Ki Jaaanib
Har Aienay Main Jo Aks Apna Dikaa Raha Hai
Talash Uss Ko, Na Kar Buttoun Mein, Woh Hai Badalti Hoi Ruttoun Mein
Jo Din Ko Raat Aur Raat Ko Din, Banna Raha Hai, Wohi Khuda Hai
Nazar Bhi Rakhe, Samaatein Bhi, Woh Jaan Leta Hai Neeyatein Bhi
Jo Khana-E-Lashaoor Mein Jag-Maga Raha Hai, Wohi Khuda Hai
Kissi Ko Sochon Ne Kab Saraaha, Woh Hua Jo Khuda Ne Chaahaa
Jo Ikhtiaare-E-Bashar Pe Pehray Batha Raha Hai, Woho Khuda Hai
Kissi Ko Taj-E-Waqaar Baksh, Kissi Ko Zillat Ke Ghaar Bakshay
Jo Sab Ke Maathay Pe Muhar-E-Qadarrat Lagga Raha Hai, Woho Khuda Hai
Safaid Us Ka Siyaah Uska, Nafs Hai Gawaah Uska
Jo Shola Jaan Jilla Raha Hai, Bujha Raha Hai, Wohi Khuda Hai
کوئی تو ہے جو نظامِ ہستی چلا رہا ہے ، وہی خدا ہے
دکھائی بھی جو نہ دے نظر بھی جو آرہا ہے وہی خدا ہے
وہی ہے مشرق وہی ہے مغرب سفر کریں سب اُسی کی جانب
ہر آئینے میں جو عکس اپنا دکھا رہا ہے, وہی خدا ہے
تلاش اُس کو نہ کر بتوں میں وہ ہے بدلتی ہوئی رُتوں میں
جو دن کو رات اور رات کو دن بنا رہا ہے ، وہی خدا ہے
نظر بھی رکھے سماعتیں بھی وہ جان لیتا ہے نیتیں بھی
جو خانۂ لاشعور میں جگمگا رہا ہے , وہی خدا ہے
کسی کو سوچوں نے کب سراہا وہی ہوا جو خدا نے چاہا
جو اختیارِ بشر پہ پہرے بٹھا رہا ہے , وہی خدا ہے
کسی کو تاجِ وقار بخش, کسی کو ذلت کے غار بخشے
جو سب کے ماتھے پہ مہرِ قدرت لگا رہا ہے ، وہی خدا ہے
سفید اُس کا سیاہ اُس کا , نفس ہے گواہ اُس کا
جو شعلہء جاں جلا رہا ہے, بجھا رہا ہے ، وہی خدا ہے