Dila Kis Ki Lagan – Abida Parveen: Download MP3
Kalaam/Poetry ,ﺍﺭﺩﻭ Urdu
Dila Kis Ki Lagan Main Phirta Hai is kalam by Pir Syed Mehr Ali Shah R.A. from Golra Sharif. Abida Parveen Begam has also used verses of other poets in this Arfana Kalam.
Download (Right click + save target as, or save link as)
Lyrics
Dila Kis Ki Lagan Main Phirta Hai
Patan Main, Montgomery main, Ali Haider Ke Motan Main
Wahan Soay Paray The Khush Adum Ki Neend Main Be-Khood
Jaga Kar Jalwa Dikhlaya Humain Mazhar Deewanan Main
Sunna Kar Meethi Baton Ko, Dikha Husni Sifaton Ko
Dilon Ke Kaflay Lootay Hain, Khud Baithay Makaanan Main
Yeh Kaisa Gudaaz-o-Soz Kaisi Hai Yeh Be-Khawabi
Jigar Main, Ankh Main, Dil Main, Sirapa Jism Main Tann Main
دِلا کس کی لگن میں پھرتا ہے
پتن میں، منٹگمری میں، علی حیدر کے موطن میں
وہاں سوئے پڑے تھے خوش ادم کی نیند میں بے خود
جگا کر جلوہ دکھلایا ہمیں مظہر دیوانوں میں
سن کر میٹھی باتوں کو، دکھا حسنِ صفاتوں کو
دلوں کے قافلے لوٹے ہیں، خود بیٹھے مکانوں میں
یہ کیسا گداز و سوز کیسی ہے یہ بے خوابی
جگر میں، آنکھ میں، دل میں، سراپا جسم میں تن میں