Woh Firaaq Aur Woh Visaal Kahaan – Jagjit Singh Sings Mirza Ghalib
Urdu
Woh Firaaq Aur Woh Visaal Kahaan is a sad urdu poem, penned by Ghalib about an emotion of longing. It shows the class of Ghalib when it comes to Urdu Ghazals.
Download (Right click + save target as, or save link as)
Lyrics / Poetry [both Roman and Traditional Urdu]
Woh Firaaq Aur Woh Visaal Kahaan
Woh Shab-o-Roh -o-Maah-o-Saal Kahaan
Fursat-e-Karobaar-e-Shauq Kisey?
Zauq e Nazzaraa e Jamaal Kahaan?
Dil To Dil Wo Damaagh Bhi Na Rahaa
Shor e Sauda e Khatt o Khaal Kahaan
Woh Ek Shakhs Ke Tasavur Se
Ab Woh Raanaai e Khayaal Kahaan
Aisa Aasaan Naheen Lahoo Rona
Dil Mein Taaqat, Jigar Mai Haal Kahaan
Hamsay Chootha Qamaarkhanar e Ishq
Waain Jo Jawain, Girah Main Maal Kahaan
Fikr e Duniyaan Main Sarr Khapaata Hoon
Main Kahaan Aur Yeh Wabaal Kahaan
Muzmahil Ho Gayee Quwaa Ghalib
Wo Inaasser Main Aitadaal Kahaan