Jalwa-e-Janaan – Junaid Jamshed
Naat Sharif
Jalwa-e-Janaan is one of the most well known and heart touching Naat Sharif that is based of Qisa Burd Shareef. It has a intro by Maulana Tariq Jameel, a close friend of Junaid Jamshed.
Download (Right click + save target as, or save link as)
Lyrics
Jalwa-e-Jaanaan Jalwa-e-Jaanaan
Maula Yaa Salli Wa Sallem Daaiman Abadan
Ala Habibika Khairi Khalaqi Kullini
Naa Koi Aap Sa Hoga Na Koi Aap Jaisa Tha
Koi Yoosaf Say Poochay Mustafa Ka Husnn Kaisa Tha
Zameen-O-Aasmaan Main Koi Bhi Misaal Na Milli
Daleel-E-Zindagi Woh Hain Kamaal-e-Bandagi Woh Hain
Koi Bhi Daur Ho Us Main Meraj-e-Aadmi Wo Hain
Wohi Toh Deen-O-Duniya Hai Jo Baatain Aap Nay Kaheen
Rasoolullah Habibulllah Imam Al Mursaleen
Koi Bhi Baat Ho Har Hukam Unka Mutabbar Aisa
Kay Un Ka Haan Nahin Kehnah Bhi Hai Quran Kay Jaisa
Hadith-e-Paak Kahlaain Jo Baatein Aap Nay Kahin
Durrod Un Par Salaam Un Par Yahi Kehna Khuda Ka Hai
Khuda Kay Baad Jo Hai Martaaba Salle Ala Ka Hai
Wohi Sardaar-e-Aalam Hain, Wohi Ghamkhwaar-e-Ummat Hain
Wohi Toh Hushar Kay Maidaan Main Sab Ki Shifaat Hain
Shifaat Kay Liye Sab Ki Nazar Un Par Laggi Ho Ge