Khawaja Ki Diwani [Extended Version] – Sabri Brothers Qawwal
Urdu
Khawaja Ki Diwani is a qaseeda in praise of Khwaja Ghareeb Nawaz, Hazrat Moeenudin Chishti by their great servents, Sabri Brother Qawwali. A masterpiece which remains evergreen.
Download (Right click + save target as, or save link as)
Lyrics
Mein To Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Khuda Gawah Hai Ajmer Khud Nahi Chora
Bichar Ke Aap Ke Dar Se Sukoon E Dil Na Mila
Mein To Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Khuda Gawah Hai Khuda Ka Rasool, Ya Khuwaja
Saki Nagar Nagar Saki Dagar Dagar
Mein To Ishq Ki Aag Laga Ke Chali
Mora Khiash Gayo Mora Daish Gayo
Mein To Ishq Ki Aag Mei Pori Jali
Koi Kisi Ka Hai Koi Kisi Ka
Mein To Deewani, Khuwaja Ki Deewani
Jahaan Wo Hai Wahaan Dil Hai, Jahaan Dil Hai Wahaan Sub Kuch
Magar Pehle Maqaame Phir Samajhne Ki Zarorat Hai
Meri Deewangi Per Yeh Hosh Walay Behas Farmaie
Magar Pehle Inhein Deewana Bun’ne Ki Zarorat Hai